5:03 AM

agar hum door ho jaaien.
kahen duniya mein kho jaaien.
batao kya karogey TUM?

hamien dhondo gey?yaa.
phir bhool jaogey?

hamien awaaz do gey?yaa..
kisi guzri kahaani mein hamara naam likh do gey,

chalo aisa he kar lena,

TUM khud bhe badal jana.
hamien TUM bhool he jaana.

magar.

itni guzarish hai.

hamara zikar jab aaey.
To..

thora MUSKURA dena,

KHUSHI ka ho.
yaa phir gham ka.
BAS..
ek
AANSOO gira dena,
~MSG2PK.TK~