7:46 PM

Chahe jitna bulao gy wapis na aonga main Asmaan ki baahon main sama jaonga main Dekhna yunhi hanstay kheltay yunhi muskuratay hoe Kisi roz chup chap se chala jaonga main Na jane mujhe yaad kary ga bhi koi ke nahin Na maloom kisi ko yaad aaon ke na yaad aonga main Shayad ke ho jaye mere liye bhi koi aankh pur nam Shayad kisi ko ashkon ka tohfa de jaonga main Bohat tarpa hon main sab kay kareeb reh ke Ab door ja ke sab ko tarpa jaon ga main..