1:23 PM

Meri Mayat per Kafan na dalo Mujhe aadat he Muskurane ki,
Mere Janaze ko na le jao Umeed he us k aney ki,
Der hojaye tu kuch na kehna Usay aadat he mujhe Satane ki,
Agar ho Naraz tu A yaaro! Koshish karna usay Manane ki,
Jab dekh kar chala jaye meri Mayat Phir tayari karna mujhe Dafnane ki.