4:52 AM

Wo ik shaks jo hamen zindagi se payara hai. Bgair us k veraan ye jahan.. Sara hai. Wo nahi janta k uski zaat.. Kia hai. Wohi to hai jo Mohabt ka ik sitara hai. Nahi milta to dil ki halat ajeeb hoti hai. K is main mera nahi dil ka kasoor sara hai. Woh apni sab baton ko khule dil se byan karta hai. Yehi to ada hai jis ne hume mara hai. Woh kia tha? Kia hai? Kia ho ga? Kia khabar? Yehi pta ha k wo jaisa b hai bas humara hy